जा
Jaapak
जल्द ही Play Store पर

Naam Japo.
Mala Gino.

Jap counter app jo ek kaam acche se kare. 108 beads ki digital mala, apni awaaz, Google Drive backup, progress tracking.

Satish Sahu — creator of Jaapak

Features

Sab Kuch Ek Jagah

108 Beads ki Mala

Tap karo, japo — har mala complete hone pe celebration. Counting automatic.

Custom Sound

6 built-in sounds, ya apni awaaz record karke lagao.

Google Drive Backup

Jap data safe — automatic backup, ek click restore. Kabhi khoega nahi.

Sadhana Stats

Charts, rankings, streaks — apni progress dekho, motivated raho.

Ambience Sounds

Bhajan aur nature sounds background mein — dhyan gehra hota hai.

Background Jap

App band karo, jap chalu rahe. Notification se control karo.

श्री हित प्रेमानंद गोविंद शरण जी महाराज — वृंदावन के संत, Bhajan Marg satsang

Bhajan Marg Blog

Shri Premanand Ji Maharaj ke Satsang

Maharaj ji roz satsang dete hain. Unki teachings ko humne articles mein likha hai — naam jap, grihastha life, vairagya, kathaein. Har article ke saath original video bhi hai.

Sabhi Lekh Padho